Friday 13 May 2011

SHIKVA-YE-BEWAFAEE

Bicharte waqt in ankhon ka bhar jana zaroori tha. Tumhare bin mera chup-chap mar jana zaroori tha.. Main hans kar jheel leti “DIL“ pay saray war qismat k. Muje be-khbar kar detay agar jana zaroori tha.. 
Meri ankhon me apne aks ko tum dekh na paye. So mera bay-niazi say guzar jana zaroori tha.. Main jeevan k safar me hans k sab kuch seh gayi lekin. Jo tum bichre to phir mera bikhar jana zaroori tha…..sumbul 
                     
yeh mera haale dil hai kuch or likhte hun ho sakta hai aapko accha lage’

Wo aksar mujh sy kaha karta tha. “Tumhain Apna Bana Kar Hi Chorenga“ Us nay bilkul aisa hi kiya… Apna Banaya Or Chor Diya.” – SUMBUL

                           
VO MUJHE CHOODE K CHALA GAYA..  KISSE PATA THA VO AISA KAREGA VO BHI JAB VO MERA APNA HO JAYEGA YEH SIRF INSAAN K FITRAT HOTE HAI DIL LAGATA HAI OR EK MUKAAM PE JAKE DIL TOOD DETA HAI. ”YEH  MASOOM DIL K SATH KYUN HOTA”
   
Wo aksar mujh sy kaha karta tha. “Tumhain Apna Bana Kar Hi Chorenga“ Us nay bilkul aisa hi kiya… Apna Banaya Or Chor Diya.
                                             

”AISA KYUN HUVA MERE SATH JAB MAINE USSE APNE HI ROOH ME BASA LIYA THA” 

                                               
Har waqt meri khoj main rehti hai teri yaad..
Too ney meray wajood ki tanhai bhi cheen li..!  


MERA WAJOOD KIS KE LIYE HAI NAHE JANTE””PER KOI MUJH SE AA KOI YEH KEH DE KI VO AAJ BHI  MUJHSE BEKHABAR NAH” – SUMBUL.   ”
HAALE DIL VO BHI MERA JANTA HO”. 
                                                

Mil Jaye Wo tanha To Manana Nahi Mushkil, Mushkil To Ye Hai K, Wo Tanha Nahi Milta.. . . . . .SUMBUL  
                                 
JAB VO TANHA NAHE MILTA TO MANAYEGA KUN USSE  USEE KUN BATAYEGA KI MERE ANKHO ME AB BHI TALASH HAI TERE MOHABBAT KI. 
                                                      

—Hum Se Daikhi Nahi Jati Yeh Veerani Dil Ki— —Koi Samjha Hai Na Samjhay Ga Kahani Dil Ki— —Tamana ishq Ki Barbaad Kar Gayi Hum Ko— —Hum Jisay Aaj Bhi Kehte Hain Nadani Dil Ki— —Jab Bhi Daikha Usay, Dharkan Na Phir Sambhal Payi— —Ab Bhi Mansoob Ussi Se Hai Rawani Dil Ki— —Hum Na Badlay Magar Duniya Badal Gayi–sumbul- —Wahi Dil Hai, Wahi Aadat Hai Purani Dil Ki

DIL KI AaDAAT KO KUN BADLE  KAISE KAHEN KI DIL TU MOHABBBAT NA KAR”.
                  
USSE MAIN YEH BHI KEHNA CHAHONGE””-


Hamari to wafa b tumhain GAWARA nahi.Kisi bewafa se nibhao gay to bohat yaad aayn gye”. 

”KYA USSE MERI YAAD AB BHI AATE HOGE”.”LAZME HAI AAJ USKE ANKHOO ME MERA CHEHRA NAHE HOGA.. MAINE APNE ASHKKO SE USKE TASVEER DHONA CHAHIYE PER NA MITA SAKE 
                                                                
 tere bina ab main rehnuma ho gaye hun,
doondo mujhe apne hi shahar me kahee khoo se gayeen hun

rahoon kaisey khush ab tere bina,
chehree se muskaan kaheen khoo se gayee hai ……sumbul

                                        


KAISE HASOON USKE BINA JAB MAIN APNE HI DIL K SHAHAR ME KAHEN KHO SE GAYEEN HUN”.”LABOO PE HAASE  BHI TO USKE VAJAH SE . OR AAJ ANKHOON ME ASOO BHI TO USKE VAJAH SE HAIN”
                                                      
YEH ANJAAM MOHABBAT HAI DOSTO…

 MaiNe DiL K DarWaje par Likha.” AnDar AaNa MaNa HaI “
MoHaBbat HasTi hUi AaYi
Aur AaKar
BaDe pYar sE BoLi..
“MaAf KarNa
Mein to AnDhi hU”SUMBUL


MOHABBAT ANDHI THE ISLEY MUJHE MOHABBAT HO GAYE” MUJHE KYA PATA THA KI YEH AzAABE TANHAE HAI..”

                                 
USNE VADA TO ZINDAGE BHAR SATH CHALNE KA  KIYA THA PER ”Vada to tha bada door tak chalne ka 
per tum to thode dair tak nahe chake sakee………………SUMBUL 
                                                  
“DUKH AB HOTA HAI KYUNKI”” 

Alvida keh k jab vo chal diye,
in aankho ne sare haseen khwab khoo diye,
gum y nahi ki vo mujhe chhod gaye,
dard to tab huva jab alvida kehte vo khud ro pade”-SUMBUL



AAJ MAIN USSE POCH NA CHAHOGEN KI”-

TUMHE Yaad Nahi Aati OR MAINYado Me RotE  HUN MUJHE Nind Nahi Aati OR TUM Din Raat SotE HO Saza Hamesa ek Ko Kyoun Milti Hai Jabki Kasur dono Ka Hota Hai
                                                 
 YEH SAWAL KA JAVAB EK BAAR DE DOO"

 main kaha kis raste me khoo gayeen aaj bhi mai tumahara interzaar karte hun jaha tumne mujhe chhoda tha”.

             HAAN MAIN VAHI HUN AAJ BHI”
                             ( sumbul )